All NewsBreaking NewsMumbai
Kabootaron Ko Dana Khilane Par Ban Nahi Hatya Gaya To Jain Community BMC Election K Liye Nayi Party Banayegi

Kabootaron Ko Dana Khilane Par Ban Nahi Hatya Gaya To Jain Community BMC Election K Liye Nayi Party Banayegi
Dadar ke Yogi Sabhagraha mein Jain samuday ke dharma sabha mein bada elaan hua – agar BMC kabootaron ko dana khilane ki jagahen wapas nahi kholi, toh samuday apni nayi political party bana kar BMC elections ladega.
View this post on Instagram
Party ka naam hoga ‘Shanti Doot Jankalyan Party’, aur uska election symbol hoga… kabootar!
Yeh party sirf kabootaron ki nahi, balki gaayon aur dusre janwaron ki raksha pe ladegi
Sabha mein Jain muni Nilesh Chandra Vijay aur dusre dharmik neta maujood the, jinhone kabootaron ki maut ke liye prarthna bhi ki, jo ban ke baad bhookh se mar gaye.



