All NewsBreaking NewsMumbai

Khwaja Garib Nawaz Ajmer Sharif Dargha 812 Urs 8 Jan 2024 Se Shuru Hoga, 18,19 Jan Chatti Sahrif

Khwaja Garib Nawaz Ajmer Sharif Dargha 812 Urs 8 Jan 2024 Se Shuru Hoga, 18,19 Jan Chatti Sahrif

Hazrath Khwaja Moinuddin Chishty Garib Nawaz Ajmer Sharif Dargha ka urs aane wale maye saal ke pehle hafte yaani ke 8 Jnauray se shuru hoga


Aayiye hum batatae hain kkya hoga Urs ka schedule

8 January 2024 ko Asar ki namaz ke baad Parcham ka juluss nikala jayega aur sath hi 812th Urs ka aagaz hoga

12/13 January ko Jannati Darwaza open kiya jayega

18/19 January Chatti Sharif ka Qul, subha 9.30 se Qul ki mehfil, Quran Khwani hogi

11/22 January 9th Qul hoga jisme Dargha sharif ko Kevda Rose water se dhoya jayega aur Urs Khatam kiya jayega

Iss dauran rozana Fateha, Mehfil e sama, Gusal Mazar e Aqdas, aur Dagol ki rasm ada ki jayegi

Ajmer Dargah Jaane wale Zayrin se Dua ki Guzarish

Related Articles

Leave a Reply

Back to top button

Discover more from Gallinews India

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading