Bado Badi - Chahat Fateh Ali Khan ka viral Bado Badi song youtube ne delete kiya, 28 Million view hogaye they [ads] Social Media par aaj kal kuch na kuch naya song ya dance step trend karta rehta hai aur isskr original creator raato raat famous hojate hain Haal hi me social media par Chahat Fateh Ali Khan ka song Bado Badi dhoom macha raha tha aur logon ko pasand aaraha tha Youtube par iss gaane ko 28 Million view mile jiske baad youtube ne Bado Badi song ko hata diya Bataya jaa raha hai ke Bado Badi song par copyright claim aaya hai kyonke original Bado Badi song legendary singer Noor Jahan ka hai
Bado Badi - Chahat Fateh Ali Khan ka viral Bado Badi song youtube ne delete kiya, 28 Million view hogaye they Social Media par aaj kal kuch na kuch naya song ya dance step trend karta rehta hai aur isskr original creator raato raat famous hojate hain Haal hi me social media par Chahat Fateh Ali Khan ka song Bado Badi dhoom macha raha tha aur logon ko pasand aaraha tha Youtube par iss gaane ko 28 Million view mile jiske baad youtube ne Bado Badi song ko hata diya Bataya jaa raha hai ke Bado Badi song par copyright claim aaya hai kyonke original Bado Badi song legendary singer Noor Jahan ka hai