Mumbai Mausam – aaj heavy to Very Heavy Baarish hone ki sambhavna hai, Orange Alert zahir kiya IMD ne
Beeti shaam 11 July se se hi Mumbai aur asspass ke areas me Baarish horahi hai aur aaj heavy to Very Heavy Baarish hone ki sambhavna bataya hai Mausam vibhag ne
Contents
Mumbai Mausam – aaj heavy to Very Heavy Baarish hone ki sambhavna hai, Orange Alert zahir kiya IMD neBeeti shaam 11 July se se hi Mumbai aur asspass ke areas me Baarish horahi hai aur aaj heavy to Very Heavy Baarish hone ki sambhavna bataya hai Mausam vibhag neIndia Meteorological Department ne aaj Mumbai me Orange Alert zahir kiya hai aur bataya ke agle 48 hours tak tez baarish hoskati haiMumbai ke sath Konkan Region ke Thane, Palghar, Raigad, Ratnagiri, aur Sindhudurg districts me bhi heavy to Very Heavy rainfall hone ki sambhavna hai aur Orange Alert issue kiya gaya haiMumbai me aaj dopehar 4:09 baje High Tide hoga jisme Samundra me 3.87 Meter oonchi lehren uthengiAur raat Low Tide – 11:22 baje Low Tide hoga