All NewsBreaking NewsMumbai

Mumbai Se Gujrat Rajasthan Jaane Wali Trains Cancel – 25 se 28 August Surat Me Infrastructure Work Ke Chalte WR Ne Bataya

Mumbai Se Gujrat Rajasthan Jaane Wali Trains Cancel – 25 se 28 August Surat Me Infrastructure Work Ke Chalte WR Ne Bataya

Western Railway ne bataya ke August 25 se August 28 ke beech Surat me Railway lines ka infrastructure related kaam kiya jaane wala hai

GALLINEWS SHORTS PRESS LINK

 

Iss kaam ke chalte 25 Auvust se 28 August ke dauran Mumbai se Gujrat aur Rajasthan jaane wali trains cancel ki gayi hai

Cancel ki gayi Trains me Bandra Terminus Udaipur Superfast, Bhuj-Bandra Terminus Express, Ajmer-Dadar Express, Dadar-Ahmedabad Express, Mumbai Central-Hapa Express and Mumbai Central-Ahmedabad double decker Express bhi shamil hai

Iss route par travel karne walon Plan Your Trip Accordingly

 

Related Articles

Leave a Reply

Back to top button

Discover more from Gallinews India

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading