Ramzan Me Hoga Suraj Grahan, Saturday 29 March Ko Hoga Iss Saal Ka Pehla Suraj Grahan – Solar Eclipse
Iss Saal Ramzan Month Me Chand Grahan Ke Baad, Ramzan Ke Aakhri Dino Me Yaani Ke 29 March, Saturday Ko Iss Saal Ka Pehla Suraj Grahan Hoga, Jise Solar Eclipse Kehte Hain.
View this post on Instagram
Contents
Jab Zameen Aur Suraj Ke Beech Chand Aa Jata Hai, Toh Usko Suraj Grahan Kehte Hain.
Iss Saal Ka Pehla Suraj Grahan “Partial Solar Eclipse” Hoga, Jiska Time 8:50 AM To 12:43 PM UTC Bataya Ja Raha Hai, Jo India Me Nahi Dikhayi Dega.
Yeh Suraj Grahan North America, Greenland, Iceland, North Atlantic Ocean, Europe Aur North-Western Russia Me Dikhayi Dega.