All NewsBreaking NewsMumbaiPolitical Galli

PM Narendra Modi ne aaj Sangam ke pass Ganga Nadi me Dubki lagaya at Maha Kumbh Paryagraj Uttar Pardesh

PM Narendra Modi ne aaj Sangam ke pass Ganga Nadi me Dubki lagaya at Maha Kumbh Paryagraj Uttar Pardesh

PM Narendra Modi ne apne social media par photo post karte hue bataya ke aaj Uttar Pardesh ke Parygaraj me chal rahe Maha Kumbh Mela me Sangam ke pass Ganga Nadi me Dubki lagaya

PM Modi ne bataya ke Prayaagaraaj Maha Kumbh me aaj pavitra sangam me snaan ke baad pooja archana ka param saubhaagy mila, maa ganga ka ashirwad paakar man ko aseem shaanti aur santosh mila hai. unse samast deshavaasiyon ki sukh-samrddhi, arogya aur kalyan ki kamana ki hai

Uttar Pardesh ke Paryagraj me 13 January ko shuru hua yeh Maha Kumbh Mela 26 February tak rahega

pmmodi, mahakumbh, prayagraj, gangasnan, sangam, up, kumbhmela, hindu, ganga, india

Related Articles

Leave a Reply

Back to top button

Discover more from Gallinews India

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading