All NewsBreaking NewsMumbai

Munawar Faruqui Ne Bigg Boss 17 Trophy Jeeta Sath Me Mili Chamchamati Car Aur Rs 50 Lakh

Munawar Faruqui Ne Bigg Boss 17 Trophy Jeeta Sath Me Mili Chamchamati Car Aur Rs 50 Lakh

Television Industry ke sabse popular Reality Show BiggBoss ka season 17 iss baar Munawar Faruqui ne apne naam kiya


Sunday 28 January ko hue BiggBoss 17 ke finale me Winner ka naam announce karte hue Show ke host Salman Khan ne Munawar Faruqui ka hath uthaya

Munawar Faruqui ko BiggBoss 17 ki trophy ke sath Rs 50 Lakh mile aur sath hi Hyundai ne Chamchamati Creta car bhi diya

BiggBoss 17 finale ke aakhir me Munawar Faruqui ke sath Abhishek Kumar they jo logon ke kam Votes se haar gaye

Ankita Lokhande, Mannara Chopra, Arun Mahshetty BiggBoss 17 ke Top 5 ki race me pohanche they aur Finale ki shaam BiggBoss se bahar hue

Lagtaar Pichle 2 saal se non Tv aur Cinema Industry ke logon ne BiggBoss Trophy apne naam kiya, 2023 me MC Stan aur iss saal 2024 me Munawar Faruqui ne

 

Related Articles

Leave a Reply

Back to top button

Discover more from Gallinews India

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading