All NewsBreaking NewsMumbai

Mumbai Me Shivsena UBT 4 Congress 2 Loksabah Seat Par Contest Karegi

Mumbai Me Shivsena UBT 4 Congress 2 Loksabah Seat Par Contest Karegi

Shivsena UBT, Congress aur NCP Sharad Pawar ke sath Sahyogi party ki Maha Vikas Aghadi pichle kayi dino se state ne Loksabha Seat Sharing ko lekar meeting kar rahe hain

Ek taraf MVA me shamil hue Vanchit Bahujan Aghadi President Dr Prakash Ambedkar seat sharing ko lekar MVA se naraz lag rahe hain

Dusri taraf Mumbai me 6 Loksabha seat me Congress ko bhi 4 Chaiye tha aur Shivsena UBT ko bhi 4 seat par ladna tha

Lekin ab pata chal raha hai ke beeti shaam iss par faisla hogaya aur ab Mumbai me Shivsena UBT 4 seat par, Congress 2 seat par ladegi

Mumbai North West – Shiv Sena UBT
Mumbai South – Shiv Sena UBT
Mumbai North East – Shiv Sena UBT
Mumbai South Central – Shiv Sena UBT
Mumbai North Central – Congress
Mumbai North – Congress

 

Related Articles

Leave a Reply

Back to top button

Discover more from Gallinews India

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading