Psycho Killer ko arrest kiya Mumbai Police ne Byculla aur JJ ke footpath par sone walon ka Paver block se kiya tha Murder
Psycho Killer ko arrest kiya Mumbai Police ne Byculla aur JJ ke footpath par sone walon ka Paver block se kiya tha Murder
Saturday ko JJ Police ki hadd main 1 aur Byculla Police ki hadd main 1 Foothpath par so rahe logon ka Paver Block se sir kuchal kar murder karne wale Psycho Killer ko Mumbai police ne CCTV ki maddad se dhoond nikala
Arrested
Suresh Shankar Gauda (40yrs)
Police ne bataya 2015 main bhi Kurla main ek murder kiya tha aur arrest bhi hua tha Suresh Shankar Gauda lekin isufficient Evidence ki wajah se saza nahi hui
Suresh Shankar Gauda ne qabool kiya ke 15 Minute main JJ aur Byculla ke dono murder usne kiya hai
Police investigation kar rahi hai iss ne aur kitne murder kiya hai
Gallinews.com
–
–
Website : https://gallinews.com/
Facebook : https://www.facebook.com/Gallinews-112562136960515/
Twitter : https://twitter.com/gallinews
Instagram : https://www.instagram.com/gallinews_com/
Youtube :https://www.youtube.com/c/GallinewsIndia

