All NewsBreaking NewsMumbai

PM Modi Ka Mumbai Daura, Maharashtra Mahayuti Ke MLA’s Ki Meeting Me 1 Party Ke 10 MLA’s Absent Rahe

PM Modi Ka Mumbai Daura, Maharashtra Mahayuti Ke MLA’s Ki Meeting Me 1 Party Ke 10 MLA’s Absent Rahe

PM Narendra Modi Aaj Mumbai Daura Par Aaye They Aur Subha South Mumbai Ke Naval Dock Area Me 3 Navy Ki Warship Ka Inaugration Kiya

PM Narendra Modi Ke Iss Program Ke Baad Mahayuti Ke MLA’s Ki Meeting Thi Jisme Chief Minister Devendra Fadnavis, Deputy Chief Minister Eknath Shinde Aur Ajit Pawar Ke Saath Mahayuti Ke Sabhi MLA’s Maujood They Siwaye 1 Party Ke 10 MLA’s Ke

Mili Jankari Ke Anusar Iss Meeting Me NCP Ajit Pawar Group Ke 10 MLA Hazir Nahi Hue They Jisme Dilip Walse Patil, Chhagan Bhujbal, Saroj Ahire, Raju Navghare, Dhananjay Munde, Prakash Solanke, Idris Naikavadi Ka Naam Bhi Shamil Hai

PM Modi Ki Mahayuti Ke MLA’s Ke Saath Hui Iss Meeting Me Ek Hi Party Ke 10 MLA’s Ke Eksath Absent Hone Ki Wajah Abhi Saamne Nahi Aayi

Related Articles

Leave a Reply

Back to top button

Discover more from Gallinews India

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading