All NewsBreaking NewsMumbaiPolitical Galli

Thackeray Group Ke 3 Former Corporator CM Shinde Ki Shivsena Me Shamil, Sabhi North West Mumbai Se Hain

Thackeray Group Ke 3 Former Corporator CM Shinde Ki Shivsena Me Shamil, Sabhi North West Mumbai Se Hain

Shivsena Uddhav Balasaheb Thackeray party se iss baar 3 Former corporators ne CM Eknath Shinde ki maujoodgi me Shivsena me parvesh kiya

GALLINEWS SHORTS PRESS LINK 

Jogeshwari Oarbhag 73 ke Former corporator Pravin Shinde, Versova Vidhan Sabha Shetra ki Former corporator Pratima Khopde aur Prabhag 88 ki Former corporator Snehal Shinde ne Thackeray Group se alag hokar Shinde ki Shivsena party join kiya

North West Mumbai se Yeh 3 Former corporators ke sath sekdon Karyakartaon ne Shinde group join kiya iss mauqe par Shinde ki Shivsena ke MP Gajanan Kirtikar bhi maujood they

CM Eknath Shinde ne iss baat ki jankari dete hue social media ke zariye bataya ke Mumbai me ab tak Shivsena UBT ke 36 Corporator Shinde group join kar chuke hain

Related Articles

Leave a Reply

Back to top button

Discover more from Gallinews India

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading