Old Breaking News

Uddhav Thackeray ne Governor Bhagat Singh Koshiyari ko hatane ki maang kiya warna kar sakte hain Maharashtra bandh

Uddhav Thackeray ne Governor Bhagat Singh Koshiyari ko hatane ki maang kiya warna kar sakte hain Maharashtra bandh

Maharashtra Governor Bhagat Singh Koshiyari ne Chatrapati Shivaji Maharaj ke baare me Savitribai Phule ke baare me bayan baazi kiya tha jise lekar Shivsena Congress NCP MNS sabhi political party ne naarazgi jaatyi 

Kya hai pura mamla press link for video

Shivsena Parmukh Uddhav Thackeray ne aaj press conference kar ke BJP sarkar se maang kiya hai ke Governor Bhagat Singh Koshiyari ko Maharashtra se hataya jaaye 

Sath hi kaha ke 2 – 4 din intezar ke baad sabhi party including BJP ke Maharashtra premi ko ek satg milkar aage aana chaiye aur apne Maharashtra ka apman hine se bachane ke liye bada lekin shanti purvak protest karna chaiye 

Uddhav Thackeray ne kaha agar sabhi party sath aati hai toh Maharashtra bandh jaisa andolan bhi karne tyaar hain

Related Articles

Back to top button

Discover more from Gallinews India

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading