Water Cut Ki Sambhavna Mumbai Lake Ka Water Level 20 Percent Se Kam Hua
Mumbai me paani supply karne wali lakes ka water level 15 May tak mile figure ke anusar 20 percent se kam hua
GALLINEWS SHORTS NEWS PRESS LINK
View this post on Instagram
Contents
Water Cut Ki Sambhavna Mumbai Lake Ka Water Level 20 Percent Se Kam HuaMumbai me paani supply karne wali lakes ka water level 15 May tak mile figure ke anusar 20 percent se kam huaGALLINEWS SHORTS NEWS PRESS LINKMumbaikars ko Tansa, Bhatsa, Modak Sagar, Tulsi, Vihar, Upper Vaitarna aur Middle Vaitarna se water supply kiya jaata hai jisme abhi filhal 19.5 percent hi paani bacha hua haiPichle saal Mumbai ko water supply karne wali lakes me aaj ke din tak 23 Percent Water stock thaPichle saal 20% water level hone par Mumbai me 15% water cut annonce kiya gaya thaBMC situation par nazar banaye hue hai filhal saal abhi tak BMC ne koi announcment nahi kiya haiIndia Meteorological Department (IMD) ke anusar Mumbai me 11 June tak Baarish shuru hone ki sambhavna hai