Yahwant Jadhav ki Wife MLA Yamini Jadhav ka kehna hai ki Cancer hone ke baad koyi dekhne nahi aya.ED Raid ke baare mai kuch nahi kaha
Kya hai pura mamla press link for video
Byculla MLA Yamini Jadhav Shiv Sena Leader Yaswat Jadhav ki Wife hai
Shiv Sena ke Baagi MLA mai Yamini Jadhav bhi hai
12 MLA Shiv Sena ne Suspend karne ko kaha hai us mai Yamini Jadhav ka bhi Naam hai
Sab Ko Pata hai ki Yashwant Jadhav par ED ,FEMA , Income Tax ki jaanch shuru hai
Ab Dekhna yeh hai ki Yamini Jadhav ka Baagi Eknath Shinde Guth ka saath dene ki wajah Uddhav Thackrey aur Shiv Sainiko ko kitni hajam hogi ?