Thursday, November 26, 2026

BREAKING

All NewsBreaking NewsMumbai

₹5 Lakh Ki Firoti Ke Liye 12 Saal Ke Bachche Ka Kidnapping, 4 Ghante Mein Police Ne Kiya Rescue; 19 Saal Ka Aaropi Giraftar.

₹5 Lakh Ki Firoti Ke Liye 12 Saal Ke Bachche Ka Kidnapping, 4 Ghante Mein Police Ne Kiya Rescue; 19 Saal Ka Aaropi Giraftar.

Ambernath ke Phule Nagar se 12 saal ke ek bachche ko allegedly kidnapping kar ₹5 lakh ki firoti maangi gayi.

Police ne tezi se karwai karte hue kareeb 4 ghante ke andar bachche ko safely rescue kar liya.

Reports ke mutabiq, police ne Badlapur ke paas Samruddhi Mahamarg par trap lagaya aur 19 saal ke aaropi Aqeeq Salim Khan ko ₹1 lakh ki rakam lete waqt giraftar kiya.

Is maamle mein ek minor ki involvement ko lekar bhi jaanch ki ja rahi hai. Police aage ki karwai kar rahi hai.

Related Posts

1 of 19,806