Friday, November 13, 2026

BREAKING

All NewsBreaking News

30 Hazar Autorickshaw Badh Gaye Pichle 9 Month Me, Mumbai Suburb Me Traffic Aur Parking Ki Ek Wajah Yeh Bhi Hai

30 Hazar Autorickshaw Badh Gaye Pichle 9 Month Me, Mumbai Suburb Me Traffic Aur Parking Ki Ek Wajah Yeh Bhi Hai

[ads]

Mumbai suburb me aksar traffic ki problem se logon ko ghanton late apne office ya ghar pohanchna pad raha hai

Mumbai suburb me badhti traffic ki ek wajah badhte Autorickshaw ki tadad bhi batayi jaa rahi hai

Mili jankari ke mutabiq Mumbai me 2 Lakh 30 hazar Autorickshaw they jo pichle 9 Month me badhkar 2 Lkah 60 hazar hogaye

Pichle 9 Month me 30 hazar Autorickshaw ke badhne ka asar seedhe seedhe Mumbai suburb ki traffic par aur parking par hota dikhayi dene laga hai

Ek report ke anusar Mumbai Western Suburb me filhal 1 Lakh 80 hazar hain aur Eastern Suburb me 80 hazar

Related Posts

1 of 16,894