2 Rare Star Tortoises Seize Kar 1 Shaks Ko Arrest Kiya Gaya South Mumbai Ke Grant Road Area Se

2 Rare Star Tortoises Seize Kar 1 Shaks Ko Arrest Kiya Gaya South Mumbai Ke Grant Road Area Se
Thane Forest Department Ko Khabar Milne Par Amma Care Foundation, OIPA Aur PAWS-Mumbai Namak NGO Ke Activist Ke Sath South Mumbai Ke Grant Road Ki Ek Building Ke Ghar Me Raid Kiya Gaya
View this post on Instagram
Iss Raid Me Forest Officials Ne 2 Rare Star Tortoises Seize Kiya Jisse Paal Rahe Shaks Ke Khilaf Case Darj Kar Arrest Kiya Gaya
Arrested Shaks Ka Naam Vinay Vaghela (57 Yrs) Bataya Jaa Raha Hai Jise Police Ne Wildlife (Protection) Act, 1972 Ke Tehat Arrest Kiya Aur Court Me Pesh Kiya Gaya Jise 3 Days Forest Department Custody Sunayi Gayi
Indian Star Tortoise Protected Species Me Se Ek Hai Jiska Shikar Karna Aur As A Pet Paalna Crime Hai
Under The Guidance Of Deputy Conservator Of Forests (Wildlife) Thane Akshay Gajbhiye, Assistant Conservator Of Forests (Wildlife) Manohar Divekar, Range Forest Officer (Wildlife) Mumbai Shilpa Shigwan, Honorary Wildlife Warden Sunish Subramanian Kunju, Round Officer Sanjay Giri, Forest Guard Rakesh Patil & Staff



