All News

4 saal ke bacche 12th floor se girne se hui maut

4 saal ke bacche 12th floor se girne se hui maut

Titwala ke Regency Sarvam namak buidling ke 12th floor se Umesh Devase namak 4 saal ke bachhe ki khidki se girne se hui maut.

Devase family gaon se vapas aye the aur so rahe the us waqt karib 12.00 pm ko Umesh khidki par gaya aur waha se girne se uski maut hui.

 

Gallinews.com

 
 

Related Posts

1 of 16,531