4yrs old bete ko patak patak kar jaan se Maar diya baap ne at Sanpada Railway station Navi Mumbai Video Viral
Navi Mumbai kr Sanpada railway station ke platform no 3 -4 ke beech 1 baap ne apne 4 saal ke masoom bete ko patak patak jaan se maar diya iska CCTV Video viral hua
Zalim baap ka naam Saklsing Pawar hai jisne 2 shaadi kiya hai apni dusri wife ke sath jhgada karte hue Sanpada station par pehli wife se 4 saal ke bete ko Gusse main 2 se 3 baar patak diya aur jaan le liya
Vashi Railway Police ne Sakalsingh pawar ko arrest kar ke Mamla darj kiya