56″ ka seena “China ka maal” nikla? PM Modi aur HM Amits shah se kiya Vishal Dadlani ne sawal
Bollywood Singer, songwriter aur music compose Vishal Dadlani ne China ki India main Ghuspeth aur desh ki dharti par kabza ko lekar PM Narendra Modi aur Home Minister Amit Shah se seedhe seedhe sawal kiya hai
Kiya hai Vishal Dadlani ka sawal aur kiss andaz main pocha sawal sath main ek Video bhi tag kiya hai post main
“Laal-aankhein” rehne do, ek baar bolke toh dikha do ke “China ne Bharat ki zameen par kabza kiya hai”.
Bhaashanon mein itni veerta jhaadne vaalon, ab chup kyun baithe ho?
2-4 App nahin ban karoge?
56″ ka seena “China ka maal” nikla ?
Congress Leader Rahul Gandhi bhi lagatara PM Narendra Modi se China ke ghuspet par sawal kar rahe hain aur log Jawab ke intezar main hai