Bhopal 1984 me hue Gas Tragedy ka 337 MT toxic waste Pithampur shift karne par hua protest, 2 Burn injury reported
View this post on Instagram
Madhya Pardesh ke Bhopal me 1984 me UCIL pesticide plant se Gas ke risao ke baad qareeb 5 hazar se zyada logon ki maut hogayi thi
Ab 40 saal baad Bhopal ke UCIL pesticide plant se 337 MT toxic waste Dhar District ke Pithampur me shift kiya jaaraha hai iss baat ko lekar Pritampur ke logon ne protest shuru kardiya tha
Bataya jaa raha hai ke Iss protest me 2 logon ne khudko jalana chaha jinhe bacha liya gaya jiska video social media par viral hone laga hai
Bataya jaa raha hai ke Pritampur bachao samiti ka aur bhi jagah protest hua aur Pritampur banfh rakha gaya tha