Palghar main hui Mob Lynching par bole CM Uddhav Thackeray
Maharashtra CM Uddhav Thackeray ne bataya kiya hai poora mamla Palghar main hui Mob Lynching ka
Press link for Video
3 din pehle Palghar district ke pass hui Mob Lynching main 2 sadhu sahit unke driver ki logon ne jaan le li
CM Thackeray ne kaha iss mamle main shamil sabhi aaropiyon par sakht karwai ki jayegi filhal 110 logon ko arrest kiya gaya hai jisme se 5 Main Aaropi hain aur 9 Minor Juvenile hain
Sath hi kaha iss mamle ko Communal na banaye Social media par failayi gayi afwahoon par dhyan na de afwah failane walon par bhi sakht karwai ki jayegi
???? ???? ???? ????