Naamaz Gharo mai Ada Kare Appeal By SUBAI JAMIAT AHLE HADEES MUMBAI
Important Announcement
Bhid Baad Ki Jagah Jaise Bazar Shopping Mall Park aur Safar mai Jaane se Bache
Halki Tadad mai Masjid mai Farz namaz Ada ho jaye toh behtar hai.Sunnat Namaz Gharo mai Padhne ka etamam kare
Is Bimari Se Bachne ke liye Farz Namaz Ghar mai bhi ada ki jaa sakti hai
Hukumat Aur Mohakme ki Sahet ki Hidayat par Amal Kare
Gharo mai ba Jamat Namaz Padeh