Amazon par Kadi Patta ke naam se online ganja smuggling racke ka pardafash kiya MP main 2 arrested with 20 kg gaanja
Madhaya Pardesh ke Bhind district main e-commerce website Amazon par Gaanja ki supply karne wale 2 logon ko arrest kiya aur 20 Kg Gaanja baramad kiya
Khabron ke anusar ek fake company banakar khane main use hone wala Kadi Patta product base par online Gaanja supply karne ka kaam Amazone ke zariye kiya kisi ne
Police ne 20kg Gaanja zapt kiya joh Vishhakha Patnam se Bhind bheja gaya tha Amazon ke zariye
Iss ghatna ke baad Confederation of All India Traders (CAIT) ne demand kiya hai ke Amazon par online drugs smuggling ko lekar karwai ki jaye
Amazon ka kehne hai ke woh investigation main police ki poori tarah madad karne tyaar hain