All NewsBreaking NewsMumbai
Adani Tax dena hoga ab Mumbaikar ko, BJP ki sarkar yaani Adani Group ki sarkar hai kaha MLA Aaditya Thackeray

Adani Tax dena hoga ab Mumbaikar ko, BJP ki sarkar yaani Adani Group ki sarkar hai kaha MLA Aaditya Thackeray
Mumbai me pichle kuch saal se BMC Election nahi hue aur BMC Bina Mumbaikars ko confident me liye bina koi planning ke man mana karobar kar rahi hai apne bayan me kaha Shivsena UBT MLA Aaditya Thackeray ne
AdvertisementView this post on Instagram
Advertisement
Aaditya Thackeray ne Adani par BJP Sarkar ki meherbani ko lekar kaha ke BJP ki sarkar yaani Adani Group ki sarkar, Adani Group Mumbai ko nigalne nikla hai Mumbai walon par ab ek naya Tax laada jaayega Adani Tax
EVM duwara laayi gayi Rajya sarkar Janta ke liye laaye ke Adani ke liye laaye ?
Deonar Dumping ground ki zameen clean karne ke liye Adani ko 3000 crore diye jayenge jo Mumbaikars ke paise ki loot hai
Mumbaikars ko milne wale paani ki kami, ke sath BMC ke dusre muddon par bhi baat kiya Aaditya Thacekery ne aur BMC se mang kiya ke February ke first week me toda jaane wala Elphinston Bridge School students ke exam ke baad toda jaaye