All NewsBreaking NewsDESH

AI tehcnology se paida kiya gaya Desh ka pehla Great Indian Bustard Bird at Rajasthan Jaisalmer

AI tehcnology se paida kiya gaya Desh ka pehla Great Indian Bustard Bird at Rajasthan Jaisalmer

 

View this post on Instagram

 

Advertisement

A post shared by Galli News India | Mumbai News (@gallinews_com)


Rajasthan me Jaisalmer ko ek historic achievement hasil hua hai jahan ke National Conservation Breeding Centre me Great Indian Bustard species ka chooza paida kiya gaya hai artificial insemination (AI) technology se

Desh me khatam hote jaa rahi Great Indian Bustard species ko badhane me iss technology ka bada yogdaan hosakta hai

Advertisement

Khabron se mili janakri ke anusar Toni namak 3 Yrs old male Great Indian Bustard Male bird ka semen collect karke 5 Yrs old Sudha namai female me inject kiya gaya jiss se hue Egg ko incubic karke chooza paida kiya gaya

Lagbhag 1 month ke iss process me National Conservation Breeding Centre ko kamyabi haasil hui aur Great Indian Bustard birds ki parjaati ko badhane me ek bahut bada qadam aage badha

 

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker