Air India Ke Pilot Ki Delhi Airport Par Heart Attack Se Death Hui Woh 37yrs Ke They
Delhi Airport par Air India ke pilot Captain Himanil Kumar (37yrs) routine processor me they tabhi unko chest pain hone laga jinhe hospital lejaya gaya jahan doctor ne dead declare kiya
Directorate General of Civil Aviation (DGCA) ne Captain Himanil Kumar ki death par khulasa karte hue bataya ke 23 August ko Pilot ka full Medical test hue tha jo 1 saal ke liye yaani ke August 2024 tak Valid tha
DGCA se bataya ke Pilot ke strees bhare kaam aur Thakan death ki wajha nahi hai
Halanke Captain Himanil Kumar A320 type ke Aeroplane udaya karte they aur 23 October se B777 Aeroplane udane ki training le rahe they
DGCA ke anusar Captain Himanil Kumar Diwali ke mauqe par chutti part they aur Thursday ko hi join kiya tha aur Delhi Airport aaye they