All NewsBreaking NewsMumbai

Air Pollution Phailane Walon Se Rs 4 Lakh 71 Hazar Fine Vasool Kiya BMC Ne, Mumbai Ki Air Quality Hui Kharab

Air Pollution Phailane Walon Se Rs 4 Lakh 71 Hazar Fine Vasool Kiya BMC Ne, Mumbai Ki Air Quality Hui Kharab

Mumbai me beete kuch dino se Air Quality bahut kharab darj ki jaa rahai hai jiske chalte BMC ne Air Pollution ke roltham ke liye naye rupes aur guidelines issue kiya hai aur rule follow na karne walon par karwai karna shuru kiya hai

GALLINEWS SHORTS PRESS LINK 

Advertisement

BMC ne Air Pollution ke norms violation karne walon se 3 se 5 November ke beech Rs 4,71,692 jurmana vasoola hai

BMC ne Air me Dust phailne se cintrol karne ke liye Builder Contractor ko notice issue kar construction works se hone wale Dust ko control karne ka system use karne kaha hai

Advertisement

Air Pollution aur Dust phaialne walon par nazar rakhne ke liye BMC ke sabhi Wards me Flying Squad team tainat ki gayi hai jo ghum ghum kar survey karenge aur rule ka ullanghan diahyi dene par karwai bhi karenge

 

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker