Ajmer Dargha Sharif me ab Deg ka bcaha hua Langar Doodh me milakar Dryfruits ke sath zayrin ko banta jayega
Khawaja Garib Nawaz Ajmer Sharif dargah me barson se hazaron kilo Langar banaya jaata hai aur ziyarat karme aaye logon me banta jaata hai
GALLINEWS SHORTS NEWS PRESS LINK
Contents
Ajmer Dargha Sharif me ab Deg ka bcaha hua Langar Doodh me milakar Dryfruits ke sath zayrin ko banta jayegaKhawaja Garib Nawaz Ajmer Sharif dargah me barson se hazaron kilo Langar banaya jaata hai aur ziyarat karme aaye logon me banta jaata haiGALLINEWS SHORTS NEWS PRESS LINKhttps://www.instagram.com/reel/CmZZck3ALG0/?utm_source=ig_web_copy_linkAksar choti aur badi deg me banaya gaya langar bade paimane par bach jaata hai jise logon ko bantne me sukhane me kaafi waqt lag jaata haiDargha Committee Dargha Khwaja Saheb Ajmer ke Member Javed Parekh se Gallinews se baat karte hue bataya keDargha Committee aur Anjuman ne iss Ajmer Sharif Dargha ki deg ke bache hue langer ka hal nikalte hue langar ko doodh (Milk) aur Dry fruits ke sath milakar zayrin ko breakfast me dene ka iraada kiya haiIss tarah se Ajmer dargha aaye zayrin logon ko healthy breakfast bhi miljayega aur Langar bhi zyada se zyada logon tak pohanch jayegaJaved Parek ne yeh bhi bataya ke Ajmer Sharif Dargha mazar sharif ke aas pass ke areas me badi badi rubber ki mat bhi bichane ka kaam unki taraf se kiya jaayega insha allahGallinews.com
–
Website : https://gallinews.com/
Facebook : https://www.facebook.com/GallinewsIndia
Twitter : https://twitter.com/gallinews
Instagram : https://www.instagram.com/gallinews_com/
Youtube :https://www.youtube.com/c/GallinewsIndia
https://www.instagram.com/reel/CmZZck3ALG0/?utm_source=ig_web_copy_link
Aksar choti aur badi deg me banaya gaya langar bade paimane par bach jaata hai jise logon ko bantne me sukhane me kaafi waqt lag jaata hai
Dargha Committee Dargha Khwaja Saheb Ajmer ke Member Javed Parekh se Gallinews se baat karte hue bataya ke
Dargha Committee aur Anjuman ne iss Ajmer Sharif Dargha ki deg ke bache hue langer ka hal nikalte hue langar ko doodh (Milk) aur Dry fruits ke sath milakar zayrin ko breakfast me dene ka iraada kiya hai
Iss tarah se Ajmer dargha aaye zayrin logon ko healthy breakfast bhi miljayega aur Langar bhi zyada se zyada logon tak pohanch jayega
Javed Parek ne yeh bhi bataya ke Ajmer Sharif Dargha mazar sharif ke aas pass ke areas me badi badi rubber ki mat bhi bichane ka kaam unki taraf se kiya jaayega insha allah
Gallinews.com
–
Website : https://gallinews.com/
Facebook : https://www.facebook.com/GallinewsIndia
Twitter : https://twitter.com/gallinews
Instagram : https://www.instagram.com/gallinews_com/
Youtube :https://www.youtube.com/c/GallinewsIndia