Akhtar & Rubina Rizvi par Hamla karne par JJ Marg police ne 3 logo par FIR Darj Ki
IPC Sec 354,323,504,506,509 & 34
1) Saduk Javed Rizvi
2) Taus Javed Rizvi
3) Zarora Javed Rizvi
Kya Hai Pura Mamla Janne ke liye Link Press Karo
Rubina Rizvi ka aarop hai ki Muharram mai Zainabiya Imambada mai Saduk aur Taus Javed Rizvi ne un ki Photo Video nikal raha tha ,jab Akhtar Rizvi ne Mana kiya toh un logo ne us par hamla kiya
Rubina Rizvi ne Bich bachao karne ki koshish ki toh unlogo ne dhakka mukhi, gaali galloch aur badtamizi bhi karne kiya
Rubina Rizvi ka kehna hai ki agar Sakht karwayi nahi hui toh Akhtar Rizvi aur un ki jaan ka khatra rehenga