Assembly Election Ki Date Declare Se Pehle Hi BJP Ne 39 MLA Candidates Ki List Release Kiya At Madhya Pardesh
Iss saal ke aakhir tak Madhya Pardesh me 230 seats ke liye Assembly Election hosakte hain filhal Election Commission of India ne Election date zahir nahi kiya hai
GALLINEWS SHORTS PRESS LINK
View this post on Instagram
MP me Assembly Election ke liye sabhi political party ki tyaari zoron par chal rahi hai iss dauran BJP ne apni pehli list declare kardiya jisme 39 MLA candidates ke naam hain
2018 me hue Assembly Election me BJP ko harakar Congress ne baazi maari thi baad me Jyotiraditya Scindia ne kuch MLA’s ko lekar BJP join karliya aur baazi palat gayi
2020 me Congress ke CM Kamalnath ki sarkar girgayi aur Shivraj Singh Chouhan CM Bane
MP Assemly Election 2018 Result – Congress 114, BJP 109, BSP 2, SP 1, Independant 4