Bhagwan, Allah sab unpar hai. Jitni umar likhi hai, utni likhi hai Kaha Salman Khan ne Bishnoi Death Threat par
Bollywood Bhai jaam Salman Khan ki most awaited movie Sikandar Eid ke mauqe par iss sunday Gudi Padwa ke din 30 March ko release hone wali hai
View this post on Instagram
Contents
Bhagwan, Allah sab unpar hai. Jitni umar likhi hai, utni likhi hai Kaha Salman Khan ne Bishnoi Death Threat parBollywood Bhai jaam Salman Khan ki most awaited movie Sikandar Eid ke mauqe par iss sunday Gudi Padwa ke din 30 March ko release hone wali haiSalman Khan apni movie Sikandar ko promote karne pohanche jahan Gangster Lawrence Bishnoi duwara diye gaye Death threat ko lekar pooche gaye sawal par salman khan ne pehli baar response dete hue kaha keBhagwan, Allah sab unpar hai. Jitni umar likhi hai, utni likhi hai. Bas yahi haiJaisa ke aap jante hain ke salman khan ko pichle kuch saal se lagataar death threat milne ke chalte, unke ghar par firing hone ke baad salman khan ki security badha di gayi hai
Salman Khan apni movie Sikandar ko promote karne pohanche jahan Gangster Lawrence Bishnoi duwara diye gaye Death threat ko lekar pooche gaye sawal par salman khan ne pehli baar response dete hue kaha ke
Bhagwan, Allah sab unpar hai. Jitni umar likhi hai, utni likhi hai. Bas yahi hai
Jaisa ke aap jante hain ke salman khan ko pichle kuch saal se lagataar death threat milne ke chalte, unke ghar par firing hone ke baad salman khan ki security badha di gayi hai