Uday Kumar Nadar ne Bhaji ki dukan rent par liya tha jisme iss case ka Victim (Bhajiwala) kaam karta tha
Covid19 lockdown ke chalte shop na chalne par Uday Kumar Nadar ne dukan khali kardiya
Same shop ko Victim (Bhajiwala) ne shop owner se rent par le liya aur apna bhaji ka dhanda shuru kardiya iss baat par gussaye Uday Kumar Nadar ne apne 2 sathiyon ke sath Bhajiwala se maarpeet kiya aur yeh sab Shop main lage CCTV main record hua