Bharat Me Bani Pehli MRI Machine Tyaar Hai, October Se Trials Shuru Hoga, Logon Ka Treatment Costs Bachega
View this post on Instagram
Bharat Ne Health Sector Me Ek Bada Kadam Uthaya Hai Aur Pehli MRI Machine Banayi Hai, Jisse Aane Wale Waqt Me Logon Ka Treatment Kharch Kuch Hadh Tak Kam Hoga, Paisa Bachega.
Mili Jankari Ke Anusar Desh Me Bani Pehli “Made In India” Indigenous MRI Machine Ko Iss Saal October Month Me Delhi Ke AIIMS Hospital Me Trials Ke Liye Install Kiya Jayega.
Delhi AIIMS Ke Director Dr. M. Srinivas Ne Bataya Ke Filhal 80 Se 90 Percent Critical Care Medical Equipment Import Hote Hain, Jo Ab India Me Banaye Jayenge Jisse Logon Ka Treatment Ka Kharch Kam Ho Sakega.
MadeInIndia, MRIMachine, MedicalInnovation, HealthcareRevolution, AIIMSDelhi, IndigenousTechnology, AffordableHealthcare, MedicalBreakthrough, SwadeshiMRI, BharatKiMRI, HealthForAll, AtmanirbharBharat, MedicalResearch, AdvancedHealthcare, MedicalScience, MRITrials, HealthSector, IndianMedicalTechnology, BharatKaGaurav, HealthcareNews