Bigg Boss Ne Chalaya Saaf Safai Abhiyan Mohalle Walon Ko Lagaya Kaam Par
Tv ki duniya ka sabse bada aur famous reality show mana jaane wala BiggBoss 17 me BiggBoss ne khud apne ghar me Saaf Safai abhayan chalaya aur sabhi Contestant ko fatafat kaam par lagaya
GALLINEWS SHORTS PRESS LINK
Tv ki duniya ka sabse bada aur famous reality show mana jaane wala BiggBoss 17 me BiggBoss ne khud apne ghar me Saaf Safai abhayan chalaya aur sabhi Contestant ko fatafat kaam par lagaya
Darasal BiggBoss ka khubsurat ghar Contestant ki laparwahi se aur safai ka kaam na karne se bad-surat dikhne laga tha jise lekar BiggBoss ne sabhi Contestant garden area me jama karke sabki class liya aur 1 ghante ka waqt diya poora ghar saaf karne ke liye
1 Gahnte me Ghar saaf na karpane ko lekar BiggBoss ne apne bande bhej kar Gharwalon ka saaman zabt karna shuru kardiya
Zabt kiye gaye saman me se ghar wale apna saaman wapas lekar apne kamre me rakjme lage aur Khanzaadi ne Malta Oranges bhi zabt kiye gaye saaman se chura liya
Iss baat ko lekar BiggBoss ne Safai Abhyan ki saza sete hue Ghar se saare Fruits apni custody me le liye aur Kitchin ki toming 9 Ghante se gjatakar 4.5 ghante kardiya
Waise iss Weekend ke war me BiggBoss house me badi huchal hosakti hai kyonke iss baar Ankita Lokhande, Jigna Vora, Arun Dhobal, Sana Raees Khan aur Tehleka bhai Sunny Arya nominate hue hain aur kisi ek ka jaana pakka hai