All NewsBreaking NewsDESHPolitical Galli
BJP MLA ko bhagaya Locals ne Gujrat Vadodara me aaye Flood ke baad Visit karne gayi thi MLA Manisha Vakil

BJP MLA ko bhagaya Locals ne Gujrat Vadodara me aaye Flood ke baad Visit karne gayi thi MLA Manisha Vakil
View this post on Instagram
Gujrat me beete dino kharab mausam aur tez baarish ke chalte kuch areas me flood jaisa mahol bana hua tha charon taraf paani hi paani dikh raha tha
Vadodara me paani bhare hue illaake me paani kam hone ke baad halat ka jayeza lene logon se milne gayi BJP MLA Manisha Vakil ka logon ne virodh karte hue kaha ke tum jaao tumhari zarorat hi nahi
BJP MLA Manisha Vakil ne iss baare me kaha ke logon ka gussa jayaz hai sath hi batatya ke paani me zyada current (Bahaao) tha issliye woh Flood ke waqt dauran nahi kar saki



