All NewsBreaking NewsMumbai

BMC aur Mumbai Police poori tarah se hai tyaar, Ganesh Utsav 2023

BMC aur Mumbai Police poori tarah se hai tyaar, Ganesh Utsav 2023

Aaj se 10 dino ka Ganesh Chaturthi Festival shuru jisme Log jama hote hain apne doston aur parivar ke sath Poori Mumbai me jagha jagha Ganesh Mandal visit karte hain

Logon ki safety ka khyal rakhne ke liye BMC aur Mumbai Police ne poori tyaari kar li hai

 

View this post on Instagram

 

Advertisement

A post shared by Galli News India | Mumbai News (@gallinews_com)

Mumbai Police ke 15 DCP’s, 2000 se zyada Acp, Psi Officers aur 11500 se zyada Police staff public ki safety ke liye tainat rahenge

BMC ne Poori Mumbai me saaf safai par zyada dhyan dene ke sath Ganesh Visarjan ke liye Samundra Kinare badhne wali logon ki bheed ko control karne ke liye poore city me 191 artificial ponds banaye hain

Iss Artificial Ponds me gharelo ganpati visrajan ki jayegi

Sath hi BMC ne Samundra Kinare, Talab, aur natural pond ke pass jahan Ganesh Visarjan hona hai uss jagaha par security Control room, Life Gurads, Extra Lights arrangements, Sauchalay aur Medical Asistance ka bandobast kiya hai

Advertisement

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker