All NewsBreaking NewsMumbai

BMC Ka Pehla Hostel For Working Women Shuru Hua At Goregaon, Womans Day Ke Mauqe Par

BMC Ka Pehla Hostel For Working Women Shuru Hua At Goregaon, Womans Day Ke Mauqe Par

International Woman’s Day ke mauqe par Mumbai Suburb me Goregaon ke Piramal Nagar me working women’s ke liye BMC ka pehla Hostel ka inauguration kiya gaya

Advertisement

Iss mauqe par Mumbai suburban guardian minister Mangal Prabhat Lodha, MLA Vidya Thakur ke sath aur bhi log maujood they

Mumbai me Working Woman ke liye Hostel bananr ka proposal 2019 me BMC ki standing Committee ne approve kiya tha

BMC ki zameen par bana yeh Hostel 16 floor ka hai jisme 74 Rooms hain

Advertisement

Iss Hostel me dormitory, canteen aur kitchen ke sath shurwat ke 3 floors recreation ke liye banaye gaye hain

Filhal iss Hostel ka Management Parivartan Vikas Sanstha ke hatho me hain

 

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker