All NewsBreaking NewsMumbai

BMC Ko Water Supply Karne Wali Lakes Ka Water Level Badha Heavy Rainfall Hone Se

BMC Ko Water Supply Karne Wali Lakes Ka Water Level Badha Heavy Rainfall Hone Se

Mumbai aur aaspass ke areas me pichle kuch dino se tez baarish horahi hai jiske chalte Munbaikars ko paani supply karne wali sabhi 7 lakes ka water level pehle se badh gaya hai

GALLINEWS SHORTS NEWS PRESS LINK

Advertisement

 

View this post on Instagram

 

A post shared by Galli News India | Mumbai News (@gallinews_com)

Advertisement

Pichle hafte Mumbaikars ko paani supply karne wali lakes ka water level lagnhag 7 percent tak pohanch gaya tha jo ab badhkar 12.85 % hochuka hai

Aaj 1 July se BMC ne Water Suppply me 10% percent ki katoti ki hai, acchi baarish hone par aur Water stock level badhne par yeh katoti hata di jayegi

Lakes me aaj ke din tak water stock pichle saal ke muqable iss saal thoda zyada hai lekin BMC ne Paani supply ki 10% katoti barqarar rakha hai

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker