All NewsBreaking NewsMumbai
‘Brahmin Hona Koi Qualification Nahi, Kisi Bhi Jati Ka Insaan Ban Sakta Hai RSS Chief’: Mohan Bhagwat Ka Bada Byaan

‘Brahmin Hona Koi Qualification Nahi, Kisi Bhi Jati Ka Insaan Ban Sakta Hai RSS Chief’: Mohan Bhagwat Ka Bada Byaan
View this post on Instagram
RSS ke 100 saal ke Vyakhyanmala program mein Sangh Pramukh Mohan Bhagwat ne bada statement diya. Unhone kaha ki Brahmin hona koi qualification nahi hai, aur kisi bhi jati ka Hindu vyakti RSS ka pramukh ban sakta hai, bas usme yoggeta, samarpan aur sangathan ke liye kaam karne ki kshamta honi chahiye.
Bhagwat ne clear kiya ki RSS mein pad ya zimmedari caste ke basis par nahi, balki merit aur kaam ke adhar par milti hai. Unka kehna tha ki Sangh ka focus sabko saath lekar chalna aur desh seva par hai, na ki jaati ya bhed-bhav par.



