- Home
- Old Breaking News
- Cocaine bechne wale Ola Driver aur Uske saathi Nigerian ko 100 Grams Cocaine ke sath Cheeta Camp Trombay se ANC Ghatkopar unit ne Arrest kiya
Cocaine bechne wale Ola Driver aur Uske saathi Nigerian ko 100 Grams Cocaine ke sath Cheeta Camp Trombay se ANC Ghatkopar unit ne Arrest kiya
ANC Ghatkopar Unit ko khabar mili 10-10 ke Chita Camp ke qarib jhopadpatti Trombay mumbai mein drugs bechne waale Peddler drugs bechne ka qarobar karte hai
Press Link For Video
ANC Ghatkopar Unit ne Chita Camp ke jhopadpatti mein raid kar Sanjay Ramakant Chaturvedi aur Felix Imangwell ke pass se 100 grams Cocaine sieze kiya
Arrested Drug Peddler Sanjay Chaturvedi Ola Driver hai jo Govandi ke 3-4 African Drug peddler se Drugs purchase kar Chita camp mein becha karta
Investigations mein ANC Ghatkopar Unit ko pata chala Sanjay Chaturvedi Mumbai mein drugs bechne ka bada qarobaar kiya karta iske piche aur bhi gang ka shamil ho sakti hai
Arrested
1) Sanjay Ramakant Chaturvedi (40) R/O (Antop Hill-Mumbai)
2) Flex Imangwell(Nigerian) (21) R/O (Ulve-Navi Mumbai)
Seized
1) 100grams Cocaine worth rs 30 lakhs seized bu ANC Ghatkopar Unit
C.R.NO. 77/21
U/Sec. 8(A), 21 (B), 29 NDPS Act 1985
Under The Supervision Of Joint CP Milind Bharambe, AddI.Com Veeresh Prabhu, DCP Datta Nalawade
Team Of ANC Ghatkopar Unit ACP Sandip Kale, PI Lata Sutar, API Farid H Khan, PSI Nilesh Bhalerav, Head Constanble Chavhan, Mhatre, Saundane, Pawar, Jambhle
WEAR MASK ???? ????
Related