All NewsBreaking News

Cyclone Remal Takraya West Bengal Aur Bangladesh Ke Border Areas Me, 135 Kmph Ki Speed Se Tez Hawaon Ke Sath Bhari Baarish Shuru, 3 Dead

Cyclone Remal Takraya West Bengal Aur Bangladesh Ke Border Areas Me, 135 Kmph Ki Speed Se Tez Hawaon Ke Sath Bhari Baarish Shuru, 3 Dead

Bengal Ki Khaadi Ke Utha Chakravaad Remal Beeti Raat 8.30 Baje Ke Qareeb West Bengal Aur Bangladesh Border Ke Coastal Areas Se Takraya

 

Advertisement
View this post on Instagram

 

A post shared by Galli News India | Mumbai News (@gallinews_com)


135 Kmph Se Bhi Zyada Ki Speed Se Chal Rahi Tez Hawaon Ke Sath Toofani Baarish Hone Se West Bengal Ke Bahut Se Areas Me Panai Bhar Gaya Tha, Jhaad Ukhad Gaye They Aur Kaafi Nuqsaan Hua

Advertisement

Iss Cyclone Remal Ki Wajah Se West Bengal Me Ab Tak 2 Logon Ke Maare Jaane Ki Khabar Hai

Toofan Ke Takrane Se Pehle PM Narendra Modi Ne Halat Ka Jayza Liya Tha Aur Logon Ki Safety Ke Liye Sabhi Sarkari Agencies Ko Tainat Rehne Kaha Tha

India Meteorological Department (IMD) Ki Mane Toh Aaj Cyclone Remal Ki Speed Kam Hojayegi Aur Dheere Dheere Toofan Thamne Lage Ga

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker