Dadar Hanuman Mandir Ki Todak Karwai Roki Gayi, MLA Aaditya Thackeray Ne Kiya Visit
Central Railway ke Dadar Station East se lagkar bani hui 80 saal purani Hanuman Mandir ko todne ke liye 7 din ka notice issue kiya tha Railway ne.
View this post on Instagram
Contents
Shivsena UBT Adhyaksh Uddhav Thackeray ne iss mudde ko bahar laaya aur 80 saal purane mandir ki todak karwai ke notice par BJP ke Hindutva par sawal uthate hue kaha tha ke BJP ke raaj mein mandir bhi safe nahi hain.
Dadar Hanuman Mandir demolition ki baat bahar hone par aaj Railway ne letter issue karte hue mandir ki todak karwai par stay lagaya.
Shivsena UBT MLA Aaditya Thackeray ne aaj shaam Dadar Hanuman Mandir visit kiya, jiss se siyasi mahol garam ho gaya hai.