Saturday, November 14, 2026

BREAKING

All NewsMumbai

Dadar Mein Ped Girne Se Car Chakkanachoor, Traffic Bhi Hua Prabhavit

Dadar Mein Ped Girne Se Car Chakkanachoor, Traffic Bhi Hua Prabhavit

Mumbai mein monsoon ki shuruaat ke saath hi pareshaniyan bhi saamne aane lagi hain. Dadar ke Swaminarayan Temple ke paas aaj subah ek bada ped achanak gir gaya, jiske neeche khadi ek car buri tarah se damage ho gayi.

Ghatna ke baad road par traffic movement bhi prabhavit hua aur kuch samay ke liye jam jaisi sthiti ban gayi thi

Related Posts

1 of 19,555