- Home
- All News
- Deonar Bakra Live Stock Digital Board Baarish se bandh hua
Deonar Bakra Live Stock Digital Board Baarish se bandh hua
BMC ne lakho ruoiye kharch kar ke Deonar Bakra Market me Live stock ka digital board lagya tha jo Baarsih se bandh hua
Pichle 2 dino se ho rahi baarish ne BMC ke sabhi kaamo ki poll kholl kar rakh di hai
BMC sab jagha fail nazar aarahai hai aur BMC ke daave bhi
Logon ka kehna hai ke BMC ne Bakron ke liye shed banayi Digital Board ke liye nahi
Related