Monday, November 9, 2026

BREAKING

Dongri 2 hours ago
Malad East pimpripada 3 hours ago
Fire in Dongri 4 hours ago
Fire in Dongri 5 hours ago
Jogeshwari 15 hours ago
Marol Naka 15 hours ago
Kalbadevi 15 hours ago
Kurla 15 hours ago
All NewsBreaking NewsDesh NewsPolitical GalliPolitics

Devendra Fadnavis Maharashtra Ke Naye CM Banenge, Poster Banner Lage, Logon Ne Mubarakbad Dena Shuru Kiya

Devendra Fadnavis Maharashtra Ke Naye CM Banenge, Poster Banner Lage, Logon Ne Mubarakbad Dena Shuru Kiya

[ads]

 

View this post on Instagram

 

A post shared by Galli News India | Mumbai News (@gallinews_com)

Maharashtra Me Hue Assembly Election Me DCM Devendra Fadnavis Ke Under Guidance Me BJP Ne Sabse Zyada Seats Par Hasil Karte Hue Mahayuti Ki Jeet Hasil Ki.

Pichle Kuch Dino Se Maharashtra Ka CM Kon Hoga Ka Confusion Tha Jisme Devendra Fadnavis Ka Naam Sabse Aage Tha.

Beeti Raat Se Jagah Jagah Devendra Fadnavis Ke CM Banaye Jaane Ke Banner Poster Lagne Lage, Logon Ne Mubarakbad Dena Shuru Kar Diya.

Bataya Jaa Raha Hai Ke Devendra Fadnavis Ka Naam Maharashtra CM Ke Liye Confirm Kar Diya Gaya Hai, Sath Hi Assembly Gut Neta Bhi Devendra Fadnavis Ko Hi Banaya Gaya Hai.

Kal 5 December South Mumbai Ke Azad Maidan Me Shaam 5 Baje CM Shapath Samaroh Hoga.

 

Related Posts

1 of 18,044