All NewsBreaking NewsCrime GalliMumbai

Drugs Taskari Ke Liye WhatsApp Ke Emoji’s Ka Use Horaha Hai Pune Police Ne Kiya Alert Parents Apne Bacchon Ke Mobile Par Dhyan Den

Drugs Taskari Ke Liye WhatsApp Ke Emoji’s Ka Use Horaha Hai Pune Police Ne Kiya Alert Parents Apne Bacchon Ke Mobile Par Dhyan Den

26 June International Day Against Drug Abuse and Illicit Trafficking ke din Pune Police ne Awareness campaign rakha tha

GALLINEWS SHORTS PRESS LINK 

Advertisement

 

View this post on Instagram

 

A post shared by Galli News India | Mumbai News (@gallinews_com)

Advertisement

Pune police ne bataya ke ab Drugs Taskari ke liye Social media ka istemal badh gaya hai aur log Drugs ka naam nahi lete hue Specail Emoji codes ka use karke Drugs supply kar rahe hain

Yeh hain Emoji’s Code

Ganja ??‍?
Cocaine ???❄️
MDMA ??
Mushrooms ?
Meth ?⚗️
Xanax ?
Heroin ?

Pune Police ne nawjawan bacchon ke Parents ko alert karte hue bataya ke Drug Dealers & Users social media par Chat ke sath aksar Emojis ka use karte hain

Alag alag type ki drugs ke liye alag alag types ke Emoji’s as a Code use kiye jate hain

Parents apne bacchon ke mobile par Chat par dhyan den

Pune Police ne bataya ke pichle 6 Month me Pune Police ne 82 Drug Dealers ko arrest kiya aur. 7.28 cr value ki drugs seize kiya

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker