Tuesday, November 24, 2026
All NewsBreaking NewsMumbai

Fire In Speed Boat At Mandwa Raigad District, 1 Serious Injured

Fire In Speed Boat At Mandwa Raigad District, 1 Serious Injured

 

Aaj dopehar ke waqt Raigad District me Mandwa sea par khade Private speed Boat me aag lag gayi

GALLINEWS SHORTS PRESS LINK 

Khabron ke anusar Speed Boat Gautama Dutta namak shaks ki thi jise Marine Solutions manage kar raha tha

Iss haadse me Boat me sawar Dilshad Marne namak shaks ko serious burn injury hui hai

Aag ko locals ki madad se bujhaya gaya aur injured shaks ko Mandwa ke hospital lejaya gaya jahan uske illaj chal raha hai

Aag lagne ki wajah abhi saamne nahi aayi

Related Posts

1 of 19,770