Flat ki Balcony se Birds ko feed nahi kar sakte agar society main kisi ko objectiin ho said Supreme court
Worli ke Highrise Tower ke 14th floor par rehne wale Jigeesha Thakur subha se hi Birds ke liye apni Balcony main daana paani rakhte they jisko khaane bahut saare Birds jama hote they
Bahut saare Birds ke aane se nuisance creat hota tha due to droppings and Filth (Gandagi) jiss se Building ke baaki members ko problem face karna padta tha
Building member ke mana karne par bhi nahi manne par Same Building main rehne wale 10 floor ke Dilp Shah ne court ka darwaza khatkhataya lower court, Bombay High Court se lekar Supreme court sabhi ne society members ka samrthan kiya
Supreme court ne kaha
If you are living in a residential society, you have to conduct yourself, according to the norms said a bench of Justices U U Lalit and Indu Malhotra
–
– https://appsto.re/in/G86Kgb.
Facebook : https://www.facebook.com/gallinews/